0

Mast Magan Lyrics from 2 States

Posted by Unknown on 08:14 in
Mast Magan Lyrics from 2 States


 Ishq ki dhuni roz jalaaye
 Uthta dhuaan toh kaise chhupaaye
 
 Ho aakhiyaan kare jo hajoori
 Maange hai teri manjoori
 Kajra siyaahi din rang jaaye
 Teri kastoori rain jagaaye
 Man mast magan man mast magan bas tera naam dohraaye
 Man mast magan man mast magan tera naam dohraaye
 Chaahe bhi toh bhool na paaye
 Man mast magan man mast magan bas tera naam dohraaye
 Man mast magan man mast magan tera naam dohraaye
 
 Jogiya jog lagake makhra rog lagaa ke
 Ishq ki dhuni roz jalaaye
 Uthta dhuaan toh kaise chhupaaye
 Man mast magan man mast magan bas tera naam dohraaye - 2
 Chaahe bhi toh bhul naa paaye
 Man mast magan man mast magan
 Bas tera naam dohraaye
 Man mast magan man mast magan
 Tera naam bas tera naam dohraaye
 Odh ke dhaani reet ki chaadar
 Aaya tere shehar mein ranjha tera
 Duniya zamaana jhoota fasaana
 Jeene marne ka waada saancha mera
 Sheesh mehal na mujhko suhaaye
 
 Tujh sang sukhi roti bhaaye
 Man mast magan man mast magan
 Bas tera naam dohraaye
 Man mast magan man mast magan
 Bas tera naam dohraaye
 Chaahe bhi toh bhool na paaye
 Man mast magan man mast magan
 Bas tera naam dohraaye
 Man mast magan man mast magan
 Tera naam dohraye

0 Comments

Post a Comment

Copyright © 2009 Next To Shine All rights reserved. Theme by Laptop Geek. | Bloggerized by FalconHive.